Jaane kya mujhse zamana chahta hai , Mera dil todkar mujhe hi hansana chahta hai ,, Jaane kya baat jhalakti hai mere chahre se , Har shaks mujhe aajmana chahta hai …
Ikrar main shabdon ki ehmiyat nahi hoti, Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti. Aankhen bayaan kar deti hai dil ki dastan, Mohababat lafzo ki mohtaz nahi hoti.